Hello Friends, swagat hai aap sobi ka tech2al main. Agar aap
bhi flipkart ki affiliate marketing ko proyag korte ho blogger pe, you tube pe,
website pe to mera e article jorur read kore. Kiu ki flipkart ke niyom pe thora
change ho geya. Or iis mahinese flipkart ne suru kor diya apke sath beimani. Sayad
apko flipkart imandari or bafadari oh sob wallmart ke sathii korega. Kiu ki
iisiliye sayad flipkart ne ek niyom banaya hai jisko kanha jaha hai flipkart ka
FAP (Fair Affiliate Policy). Jismain bola giya hai, flipkart aab apne affiliate
marketers ka account pe, yaani humare or apke jaise affiliate marketors jo hai,
unke account pe jada se jada capping limit dalna suru kor diya.
Ek example ke sath batate hai, ki app chahe ke aap flipkart
se jitna vhi sale kara dijiye, apka commission utna hii banta hai, but O yani flipkart
apko payment kore ga maximum jitna iis mahine main aap ke liye capping limit set
kiya utna hii dega.
Example ehi hai, maan li jiye flipkart iis mahine ke liye
mera capping limit set kor diya 2000 rupeeya or humne affiliate ka jo link dala
hua unse 100000 rupeeya ka sale ho geya. 100000 pe anuman ki jiye ki 5000
rupeeya ka commission mera hua, mera payament bhi utna hi banta hai. But flipkart
humko 5000 rupeeya nehi dega, o kitna rupeeya dega? 2000 rupeeya dega. kiu ki
usne capping limit 2000 set kor diya iss mahine ke liye. Baki ka jo paisa baki
ha, oh eisa nehi hai ke ugle month main dega, oh humko, upko kisi ki bhi nehi
dega.
Itna hi nehi, ek hota hai jab payment jo milta hai uske liye
ek threshold limit banaya jata hai jo adsense pe hai, 100 dollar ka, jab 100
dollar upka income hota hai to upko payment vegg deta hai or amazon main bhi hai
threshold. Upka earning threshold ka pura hota to apka payment kor deta Amazon.
Leken Flipkart upko capping limit 5000 rupeya hoga tab upko bank main transfer
korega, ush amount se kom hota to upko gift voucher dega upko. kohi bhi chiss kharid karne ke liye ush gift voucher se korna
hoga. Apko kohi bhi eaning nehi dega flipkart ne. To aab keya hai, ke kiu humne
flipkart ka link dalenge jab poisa nehi milenge.
Amazon ke sath aisa nehi hai, aap jitna bhi sale koraye
aapko link se, aap jitna commission banta hai utna rupeeyai dega amazon. That’s
it.
ConversionConversion EmoticonEmoticon